Aate Hay Asghar Ali, Khun Mein Naha-e Huwe

Maula Ali Asghar
Share
Jabir Alidina

Aate hay Asghar Ali, Khun me naha-e huwe
Maut ki hinchki lagi - Khun me naha-e huwe

Maarte hai dasto pa - dhundte sar nana sa
Jaate hay peshe khuda - Khun me naha-e huwe

Aankhe kabhi khole ke - Sheh ki taraf yaas se
Roke ho kya dekhte - Khun me naha-e huwe

Gul huwa ay bibiyon - aate hai asghar ali
Aakhri tasleem ko - Khun me naha-e huwe

Zindagi us maa ki kya - Jink pisar chaand sa
Aate matti yun bhala - Khun me naha-e huwe

Manka dhala hay huwa - dam bhi he ukhda huwa
Sine me ulja huwa - Khun me naha-e huwe

Muthi-a dono bandhe - sine ke upar dhari
aankhe khuli kuch rakhi - Khun me naha-e huwe

Jaanke zinda pisar - Banu chali lene ko
Reh gayi bas dekh kar - Khun me naha-e huwe
 
Roke kahan khayr hai - jaan pe kya kar gaye
Aate hai yun kis liye - Khun me naha-e huwe

Aate hay Asghar Ali, Khun me naha-e huwe
Maut ki hinchki lagi - Khun me naha-e huwe
Ali Asghar is being brought back, drenched in blood
Gasping for his last breath, drenched in blood

Maarte hai dasto pa - dhundte sar nana sa
Jaate hay peshe khuda - Khun me naha-e huwe
They are stabbing the ground with spears, looking for your little body
You have traded this life to head to Allah – drenched in blood

Aankhe kabhi khole ke - Sheh ki taraf yaas se
Roke ho kya dekhte - Khun me naha-e huwe
You opened your eyes looking at your father in despair
Crying at what they are doing – drenched in blood

Gul huwa ay bibiyon - aate hai asghar ali
Aakhri tasleem ko - Khun me naha-e huwe
The women were wailing when Ali Asghar was brought back
For his final farewell, drenched in blood

Zindagi us maa ki kya - Jink pisar chaand sa
Aate matti yun bhala - Khun me naha-e huwe
What’s the life of a mother, whose sweet innocent child
Is laid to rest  – drenched in blood

Manka dhala hay huwa - dam bhi he ukhda huwa
Sine me ulja huwa - Khun me naha-e huwe
 
Muthi-a dono bandhe - sine ke upar dhari
Aankhe khuli kuch rakhi - Khun me naha-e huwe

Jaanke zinda pisar - Banu chali lene ko
Reh gayi bas dekh kar - Khun me naha-e huwe
 
Roke kahan khayr hai - jaan pe kya kar gaye
Aate hai yun kis liye - Khun me naha-e huwe


(to assist with the rest of this translation, please click here)

Can you improve this?

Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.

All rights reserved by FFFoundation® 2025
Contact Us