Ay Noore Nazar Fatema ki Jaan Hussaina
Maa Aayi hai baa haale Pareshaan Hussaina
In Zaalimo(n) ne haaye tujhe Pyaasa hi maaraa
Loota gaya Pardes me gar Haaye Hussaina
Roze pe bula li jiye bas yeh hai tamanna
Kehta hai Zaakir aap ka zawaar Hussaina
Jannat se buka karti huwi fatema ayi
Sar pit ke yun kehne laghi haaye Hussaina
Bhooke rahe pyaase rahe dariya ke kinaare
Daswi ko gala tera kata haaye Hussaina
Is teeron bhare jism pe laachaar hun beta
Sine se lagaane ki hai Armaan Hussaina
Talwaar lage teer lage neze lage hain
Na ghusl hai na kafan hai akfaan husseina
Paala tha tujhey doodh pilaaya peeske chakki
Pyasa labe darya huwa weeran husseina
Kin aankhon se in haath Katey laashon ko dekhu
Jalti huwi reti pe hai qurbaan husseina
Ay Noore Nazar Fatema ki Jaan Husaynaa
Maa Aayi hai baa haale Pareshaan Husaynaa
Oh the apple of Fatima’s eyes, her beloved Hussain
Your mother has come in this difficult time - Hussain
In Zaalimo(n) ne haaye tujhe Pyaasa hi maaraa
Loota gaya Pardes me gar Haaye Husaynaa
These disbelievers slaughtered you thirsty
Your house was looted in a foreign land - O Hussain
Roze pe bula li jiye bas yeh hai tamanna
Kehta hai Zaakir aap ka zawaar Hussaina
My only wish is that you call me to visit your shrine
Im pleading as your eulogist – O Hussain
Jannat se buka karti huwi fatema ayi
Sar pit ke yun kehne laghi haaye husseina
Grief stricken from the heavens Fatima came
Beating her head she started lamenting – O Hussain
Bhooke rahe pyaase rahe dariya ke kinaare
Daswi ko gala tera kata haaye husseina
You were hungry and thirsty on the riverbanks
On the 10th day the beheaded you – O Hussain
Is teeron bhare jism pe laachaar hun beta
Sine se lagaane ki hai Armaan husseina
I am distraught by seeing your arrow riddled body
I dream to hug and hold you close to my chest – O Hussein
Talwaar lage teer lage neze lage hain
Na ghusl hai na kafan hai akfaan husseina
(to translate this verse, click here)
Paala tha tujhey doodh pilaaya peeske chakki
Pyasa labe darya huwa weeran husseina
(to translate this verse, click here)
Kin aankhon se in haath Katey laashon ko dekhu
Jalti huwi reti pe hai qurbaan husseina
(to translate this verse, click here)
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.