Ay Yaaro Yeh Fidya Tha Hussain Ibne Ali Ka - Hur Kehte Hai Jisko
Shabbir ke hay qadmon pe sar usne kataya - Hur kehte hai jisko
Woh tashna labi, kashta jigar dashte bhala mein, shabbir ki khatir
Sar deke suwe Haydare Karrar sihdaara, Hur kehte hai jisko
Woh yaare wafaadaar tha aur sahibe Imaan, Jo Azra-e-Rahman
Uqbaa ke liye jaan dee, chori hai ye dunya, Hur kehte hai jisko
Zakhmon se badan chur hai peshani hei tukre, hai khun me dooba
Sar uska bandha Zahraa ke rumaal se shehne, Hur kehte hai jisko
Afazle ilaahise ye rutba mila isko dar jange mukhalif
Sayrab huwa jaame shahdat se who pyaasa, Hur kehte hai jisko
Shabbir ke damane muhabbat ko na choda aur hath kataya
Haas ach hay yeh tha hosla lillah usi ka, Hur kehte hai jisko
Haydar ne kaha ro ro kar us waqt nabi se kya arz karu mein
Shabbir ne is apne hirawaal ko bheja, Hur kehte hai jisko
Ab tab nahi Haydari ke dilko azizo tahreer kare kya
Ahewal jo kuch usne payambar ko sunaya, Hur kehte hai jisko

Oh friends! This was an offering by Hussain Ibn-e-Ali. The one they call Hur
Gave his life at the feet of Hussain. The one they call Hur
Woh tashna labi, kashta jigar dashte bhala mein, shabbir ki khatir
Sar deke suwe Haydare Karrar sihdaara, Hur kehte hai jisko
That thirst, that soul in pain, for Hussain in the heat of the desert,
Gave his life and departed towards Haider-e-Karrar, The one they call Hur
Woh yaare wafaadaar tha aur sahibe Imaan, Jo Azra-e-Rahman
Uqbaa ke liye jaan dee, chori hai ye dunya, Hur kehte hai jisko
That friend, he was loyal and faithful in the way of Allah
To gain the hereafter, he gave his life and left this world. They one they call Hur
Zakhmon se badan chur hai peshani hei tukre, hai khun me dooba
Sar uska bandha Zahraa ke rumaal se shehne, Hur kehte hai jisko
His body is mortally wounded, his forehead is split open - all drenched in blood
Imam tied Bibi Zahra's handkerchief around his head – The one they call Hur
Afazle ilaahise ye rutba mila isko dar jange mukhalif
Sayrab huwa jaame shahdat se who pyaasa, Hur kehte hai jisko
Allah granted him a lofty status because of the stance he took in the war
His thirst was quenched by the syrup of martyrdom – The one they call Hur
Shabbir ke damane muhabbat ko na choda aur hath kataya
Haas ach hay yeh tha hosla lillah usi ka, Hur kehte hai jisko
(to help translate this verse, click here)
Haydar ne kaha ro ro kar us waqt nabi se kya arz karu mein
Shabbir ne is apne hirawaal ko bheja, Hur kehte hai jisko
(to help translate this verse, click here)
Ab tab nahi Haydari ke dilko azizo tahreer kare kya
Ahewal jo kuch usne payambar ko sunaya, Hur kehte hai jisko
(to help translate this verse, click here)
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.