Hazrat Nabi jahan se gaya wa musibata
Sar aaj Fatema ka khula wa musibata
Kehti hay Fatima ke hui mein yatim aaj
Sar par mera pidar na raha wa musibata
Haider ka kya mein haal kahu woh bhi rote hai
Har dam pukaarte hai woh wa musibata
Yaro qayamat aaj padi hai jahaan mei
Pite khare hay shehr e khuda wa musibata
Kehta hai Jibraeel ba daraghe kibriya
Tera Habib jagse gaya wa musibata
Shehzadi mei jahan ki jo aaj tak rahi
Ab mera sara zor luta wa musibata
Hazrat Nabi jahan se gaya wa musibata
Sar aaj Fatema ka khula wa musibata
Our Master, the Prophet has been murdered – what grief!
Today Fatima has become an orphan – what grief!
Kehti hay Fatima ke hui mein yatim aaj
Sar par mera pidar na raha wa musibata
Fatima is saying ‘today I become an orphan’
My father hand is no longer over my head – what grief!
Haider ka kya mein haal kahu woh bhi rote hai
Har dam pukaarte hai woh wa musibata
How can I describe the state of Imam Ali as – he too is heartbroken
Constantly calling out – what grief!
Yaro qayamat aaj padi hai jahaan mei
Pite khare hay shehr e khuda wa musibata
Friends today judgement day befallen this earth
Imam Ali stands overcome with sorrow - what grief!
Kehta hai Jibraeel ba daraghe kibriya
Tera Habib jagse gaya wa musibata
Jibraeel is lamenting and weeping at the arsh of Allah
Calling yout, "Your beloved has passed away"
Shehzadi mei jahan ki jo aaj tak rahi
Ab mera sara zor luta wa musibata
(to help us translate this verse click here)
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.