Kaisa Luta Phir Na Bacha - Zahra ka ghar hai Karbobala
Zalzale me ho kyun na nainawa, Kyun na phir hile dashte Karbala
Haye fauj ki cheen le rida - Zahra ka ghar hai Karbobala
Dekh kar jise Mehr tak chupe, Berida kare hai falak usse
Ruh e Mustafa Jaan e Murtaza - Zahra ka ghar hai Karbobala
Sar pe Sheh nahi Mujtaba Nahi - Murtaza Nahi Mustafa Nahi
Ho ke be nawa kyun na phir bhala - Zahra ka ghar hai Karbobala
Dam ghuta huwa, Dil rundha huwa, Ghar luta huwa Sar Khula Huwa
Chehre pe male, Khaake kerbala - Zahra ka ghar hai Karbobala

Zahra's household was plundered so much in Karbala, it never returned to how it was
Zalzale me ho kyun na nainawa, Kyun na phir hile dashte Karbala
Haye fauj ki cheen le rida - Zahra ka ghar hai Karbobala
Why shouldn’t the land of Karbala shake and tremble
The oppressors are removing the veils from the ladies – Zahra's household in Karbala
Dekh kar jise Mehr tak chupe, Berida kare hai falak usse
Ruh e Mustafa Jaan e Murtaza - Zahra ka ghar hai Karbobala
The one who was the definition of modesty had her veil taken off
The soul of the Prophet, Beloved of Ali – Zahra's household in Karbala
Sar pe Sheh nahi Mujtaba Nahi - Murtaza Nahi Mustafa Nahi
Ho ke be nawa kyun na phir bhala - Zahra ka ghar hai Karbobala
Nobody is left around Hussain, Hasan, Ali or the Prophet
Being alone, why shouldn’t she weep – Zahra's household in Karbala
Dam ghuta huwa, Dil rundha huwa, Ghar luta huwa Sar Khula Huwa
Chehre pe male, Khaake kerbala - Zahra ka ghar hai Karbobala
(to translate this verse, click here)
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.