Karbala e Karbala e Karb-o-bala
Tanha rehgaya tha jab wo ibne Murtaza
Awaaz di hal min nasir yan surna
Baade Zohr tu na rahega ay mere laal
Maidaan barho farzand mere khuda nigah daar
Subh Ashoor ko Akber ne di azaan
Layla pukari beta teri aakhri azaan
Kis shaan se Zainab chali ay shehre Madina
Rehna gawah ay aasman wa shaahe madina
Ek bazu pe khara hai alamdare Hussaina
Eek baazu pe khara ha hamshakle Mustafa
Karbala e Karbala e Karb-o-bala
Karbala, Karbala the land of tragedy and sorrow
Tanha rehgaya tha jab wo ibne Murtaza
Awaaz di hal min nasir yan surna
When the son of Murtaza was left all alone
He called out is there any helper to help us
Baade Zohr tu na rahega ay mere laal
Maidaan barho farzand mere khuda nigah daar
After Dhuhr you wont live my dear son
Embrace the battlefield my dear son
Subh Ashoor ko Akber ne di azaan
Layla pukari beta teri aakhri azaan
On the dawn of Ashura when Akbar gave the call for prayer
His mother said, my son this will be your last call of prayer
Kis shaan se Zainab chali ay shehre Madina
Rehna gawah ay aasman wa shaahe madina
With what honor did Zainab leave Medina
O Sky! Be witness on what happens to this princess
Ek bazu pe khara hai alamdare Hussaina
Eek baazu pe khara ha hamshakle Mustafa
On one had he carries the standard of his army
On the other hand, he carries the one who resembles the Prophet
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.