Qabre Hussain Alwida, Ehle watan Alwida
Sayyid e Sajjad ka tha yeh sukhan alwida
Huwi rihayi mujhe turbate banne lagi
Tuti huwi haddiyan jism me milne lagi
Kabra me sab somp ke jata hay ye be watan
Shukr hai mabood ka mil gaya sab ko dafan
Ban gayi kabre tamam likh diya har ek pe naam
Khatm huwa ye bhi kaam aakhri mera salaam
Karbobala tujme hi dafan hay kul kafela
Maa fufi behno ke saath sirf hay zainul aba
Muslim ibn awsaja mere bahadur Habib
Aap per mera salaam jata hay yeh bad Naseeb
Naarse Jannat mei aa-e khub kiya tumne naam
Hurr e Dilawar mere, aap par mera salaam
Mere bahadur Wahab, haye Zuhair ibne Qayn
Tumpe kar do salam, the yehi bekas ke bayan
Nahar par larke muwe, shane kalam alwida
Ay chaha Abbas ke, mashko alam alwida
Qabre Hussain Alwida, Ehle watan Alwida
Sayyid e Sajjad ka tha yeh sukhan alwida
Farewell O grave of Hussain, Farewell O people of my land
Farwell - was the lamentation of Imam Sajjad
Huwi rihayi mujhe turbate banne lagi
Tuti huwi haddiyan jism me milne lagi
As soon as we were freed from prison - we started your burial rights
All the decapitated pieces of your bodies were buried together
Kabra me sab somp ke jata hay ye be watan
Shukr hai mabood ka mil gaya sab ko dafan
After burying everyone in their graves, he now returns to his land
Thanking Allah for allowing them to have a burial
Ban gayi kabre tamam likh diya har ek pe naam
Khatm huwa ye bhi kaam aakhri mera salaam
All the graves are now made, each tombstone has a name
With this task completed, I send you my final salutations
Karbobala tujme hi dafan hay kul kafela
Maa fufi behno ke saath sirf hay zainul aba
O Karbala, in your lands are buried the entire family
Heading back in the caravan with all the women is Imam Sajjad
Muslim ibn awsaja mere bahadur Habib
Aap per mera salaam jata hay yeh bad Naseeb
Muslim ibn Awsaja and my courageous Habib
Salutations on you from this broken heart
Naarse Jannat mei aa-e khub kiya tumne naam
Hurr e Dilawar mere, aap par mera salaam
You went from the hell fire to the highest heavens
My hero Hurr, My salutations on you
Mere bahadur Wahab, haye Zuhair ibne Qayn
Tumpe kar do salam, the yehi bekas ke bayan
My courageous Wahab, O! Zuhair ibn Qayn
This looted person sends you their salutations
Nahar par larke muwe, shane kalam alwida
Ay chaha Abbas ke, mashko alam alwida
The one who fought on the river banks, farewell to the severed hands
Oh my uncle Abbas, farewell to your water bag and standard
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.