Shah Ke Gham Me Roye Na Kyun Kar - Zulm Kisi Per Kab Ye Huwa Hai
seene pe qatil halq pe khanjar, Taprti zameen hai, garm hawa hai
Saani e Yusuf Ahmad-e-Saani, Akber e Mehru Baanu ka jaani
Roti hai jisko jiski jawaani, seene pe neza usko laga hai
Raat ko shaadi jiski huwi thi, haathon pe menhdi usko lagi thi
Laash tak uski tukde padi hai, saara amraana khun mei ranga hai
Boli ye zainab rutba na jaana, kehne ko sab thi Ummat e Nana
Rassi se bandha hai mera shaana, Bhai ko mere zabh kiya hai
Aale Nabi ko aada ne loota, foolon ko todha gunchon ko ronda
Baaki hai sajjad ek akela, Uspe sitam hai tawq jadaa hai

Why shouldn’t we cry at the grief of Imam Hussain, Has this sort of oppression ever been done on anyone?
Shimr is on his chest, with a dagger on his throat – the sand is burning and the winds are warm
Saani e Yusuf Ahmad-e-Saani, Akber e Mehru Baanu ka jaani
Roti hai jisko jiski jawaani, seene pe neza usko laga hai
The grandson and one who looked like Rasoolallah, Lady Layla’s heart
His youthfulness is weeping for him, a spear has pierced his chest
Raat ko shaadi jiski huwi thi, haathon pe menhdi usko lagi thi
Laash tak uski tukde padi hai, saara amraana khun mei ranga hai
The groom whos hands are decorated with Henna
His corpse has been trampled, his hopes were drowned in his blood
Boli ye zainab rutba na jaana, kehne ko sab thi Ummat e Nana
Rassi se bandha hai mera shaana, Bhai ko mere zabh kiya hai
Zainab said don’t you know my position, oh ‘muslims’ of my grandfather
My arms are tied in ropes, my brother was slaughtered
Aale Nabi ko aada ne loota, foolon ko todha gunchon ko ronda
Baaki hai sajjad ek akela, Uspe sitam hai tawq jadaa hai
(to translate this verse, click here)
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.