Wa muhamada wa musibata panjatan ka aaj khatema huwa
Sar hai peet thi, Fatema khari, Nikle khuld sai, Hayder-o-Ali,
Jibraeel ka hai, sar khula huwa, panjatan ka aaj Khatima huwa
Hilti hai zameen, aandhi hai chali, Zainab-e-hazeen, roti hai khari,
Shimr-e-rusiya hai, kaat ta gala, panjatan ka aaj khatima huwa
Gul hai khaime mei, shor-o-shayn se, nikli bibiyan, aayi khaime se,
Shor hai macha, wa musibata, panjatan ka aaj khatima huwa
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.