Zainab Ne Ro Kar Kaha Aun o Muhammad Mere

Mawla's Aun & Muhammad
Share
Jabir Alidina
Hozef Bhalloo

Zainab Ne Ro Kar Kaha Auno Muhammad Mere
Mar gaye khu mei naha Auno Muhamad mere

Mamu pe sadqe huwe, Tego se zakhmi huwe
Khun mei tarapte huwe, Auno Muhamad mere

Shaadi ke kapre jo hai, Kisko wo pehnau mei
Dekh ke roti hu mei, Auno Muhamad mere

Haaye ajal aa gayi, Maut tumhe bha gayi
Kis ki nazar kha gayi, Auno Muhamad mere

Zainab Ne Ro Kar Kaha Auno Muhammad Mere

Mar gaye khu mei naha Auno Muhamad mere

This was Zainabs lamentation ‘My Dear Aun and Muhammad’

You were brutally killed, ‘My dear Aun and Muhamamd’

 

Mamu pe sadqe huwe, Tego se zakhmi huwe

Khu mei tarapte huwe, Auno Muhamad mere

You sacrificed your lives for your uncle

Now you lay drenched in blood, ‘My dear Aun and Muhammad’

 

Shaadi ke kapre jo hai, Kisko wo pehnau mei

Dekh ke roti hu mei, Auno Muhamad mere

The clothes I had kept for your marriage, who should I give them to

Looking at them breaks my heart, ‘My dear Aun and Muhamamd’

 

Haaye ajal aa gayi, Maut tumhe bha gayi

Kis ki nazar kha gayi, Auno Muhamad mere

What a time is upon me, death has overtaken you

Who has wished this upon you, ‘My dear Aun and Muhamamd’

Can you improve this?

Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.

All rights reserved by FFFoundation® 2025
Contact Us